Sunday, May 16, 2010

Ishq ki kashish dilon ki dooriyon mein jawaan hota hai.

Mohabbath ki ranjish jismo rooh mein rawaan hota hai.

Umeedon ki bandish haalaaton ke salaakhon mein rihaa hota hai.

Waqt ki saazish tapakte aansoo mein bayaan hota hai.

1 comment: